Beautiful Ashaar Of Nasir Kazmi


Ab dil main kya raha hai tere yaad ho to ho
Ye ghar isi chiraag se abaad ho to ho


Aaj to mera dil kehta hai
Tu is waqt akela hoga


Bulaaonga na milonga na khat likhonga tujhay
Tere khushi k lye khud ko ye saza donga


Parde Utha dye the nigahon ne sab magar
Dil ko raha hai shikwa kotah-e-damani


Baharen le kar aaye the jahan tum
Wo ghar sunsaan jungal hogaye


Bhari dunya main jee nahi lagta
Jaane kis cheez ki kami hai abhi


Peeja ayam ki talkhi ko bhi hans k “Nasir”
Gham k sehne main bhi qudrat ne maza rakha hai

Comments

  1. Hello Admin How Are You' Nice Work Dear You Can Also Visit Website, Pakistani Hot Girls Chat Room, Indian Chat Rooms, Indian Girls Mobile Numbers, 99 Chat Rooms.

    Pakistani Chats |99ChatRooms|

    Indian Chats |99ChatRooms|

    99 Girls Chats |99ChatRooms|

    Urdu Chats |99ChatRooms|

    ReplyDelete
  2. Nasir Kazmi is one of the greatest poetry in Pakistan and he is an historical poet no doubt.

    ReplyDelete
  3. Indeed, Urdu poetry is has an amazing attraction to its reader thank you so much for such a nice Urdu shayari. Poetry is the way of expressing your feelings and emotions that's why people so often choose Nasir kazmi poetry to show their emotions for others.

    ReplyDelete

Post a Comment